din ke tare
ye phool sare
na hamare na tumhare
enhe mat todo
ye bagiche mein hi lagte hain pyare
din ke tare
ye phool sare
par ashiqon se darte hain bechare
kya pta koi ashiq kab phool ka katta sar lekar
aapni mehbuba ko pukare
kya pta kab koi deewana enhe fir mare