Friday, November 8, 2013

Patrkaar Prakriti Ka

Banke aaj patrkar nikle hain
Prakriti ka karne sakshatkaar nikle hain
Bhagwaan ne mehnat se banaya hai
Dekhne wahin chamtkaar nikle hain