gujar gya wo waqt khatam ho gya wo jamana
jab devdas chilata rhta tha "o darling o jana o JANA"
aur har din har waqt gata rahta tha sad gana
ab to log samjhte hain life hai khushiyon ka khajana
chalta rahta hai kisi ka ana to kisi ka jana
isiliye to kahta hoon kisi ek ki bewafayi ko yaad karte-karte
kisi ki sachi waffa n bhul jana
aur samajik riste ko bhi mat bhool jana
dil par jor nhi chalta to kam se kam MAST MAJNU ban jana