bachapan mein dhool me khela karte the
fir se usi dhool mein khelna chahte hain
gaavn ki nadi mein nhaya karte the
usi nadi mein fir se khud ko bhigona chahte hain
aam ki daliyan hilakar pakke aam giraya karte the
aaj unnhi daliyon pe fir se baithna chahte hain
shayad hum ab sab kuchh bhool gye hain
ek bar kudse milna chahte hain