Monday, June 29, 2015

Wo Sath Hai


har subah wo asmaan mein suraj jalata hai
har rat wo gagan mein chand tare lata hai
hum bhukhe pyase na mar jayen
eshiliye paudhon pe wo phal lagata hai
kahne ka matlb ye hai ki wo hamesha hamare sath hota hai
aur hum murkh kahte hain ki "WO MADAD KARNE KYON NHI ATA HAI"