ezafa ho jata tha umang mein
jab sab dost hote the sang mein
fir kyon jivan ke bhag-daud ne DURIYAAN ghol di ?
ush satrangi rang mein
ya fir upar wale ne etne hi din likhe the!
rahna ,unn sathiyon ke sang mein
anayash hi fir hash dete hain
ye soch kar ki ab kahan rha bachpan esh 23 sal ke ang mein
vaise chahen to aaj bhi dhal sakte hain bachpan ke dhang mein
lekin kahan se lagayenge ladakpann ki dor ush purani patang mein