Monday, June 8, 2015

Mehnat Ka Khana

lohe ke channe chawana
ya bhukhe mar jana
lekin bas mehnat ka khana
kyonki haraam hai bahaduron ke liye
kismat ka diya ek bhi dana