na sardi bedardi
na garmi ki besharmi
shayad pure Bharat mein nhi milti
mausham ki etni narmi
yahan aisa lagta hai
mano badal ho sahkarmi
aur suraj sochta-sochta dhal jata hai
ki kaise badhayen garmi
suhani hawayen
sham se dopahar tak yahan gayen
sharir ko rahat
aur mann ko santi dilayen
log kahte hain ki
Banglore ki ladkiyon aur yahan ke mausham ka pta nhi kab badal jaye
lekin ham to yahin kahte hain
YE WO SHAHAR HAI,JISKA PTA NHI KAB KISPE JADU CHAL JAYE