ab to bas juta pehan kar chalta hoon
lekin nanhi nishani aaj bhi mere unn lahlahate kheton mein hongi
gavm se door hain
lekin aaj bhi meri pehchan nadi ke unn reton mein hogi
aajkal to keyword par hi hanth rahta hai
lekin meri nanhi nishani aaj bhi meri unn fawde ke beton mein hogi
ab to AC mein rahte hain
lekin aaj bhi meri kayi sans loo ke unn lapeton mein hogi