Friday, March 28, 2014

Baliyon ka sar kalam

anaj ghar lane ki kosis har dum karti hai
Hasiya baliyon ka sar kalam karti hai
Kisan ki muskan chehre pe dikhati hai
Jab uski khushi ankhen nam karti hai