atma aur parmatma ke bich koi duri nhi hai,
dikhawe ke liye puja path karna jaruri nhi hai,
wo har jagah hai aur sab kuchh janta hai,
uski taraf se dhongipan ki manjuri nhi hai ,
kyonki saty jivan ka antim saty hai,
aur dhongipan se jyada koi chij buri nhi hai,
jeevan mein thodi safalta pa loge dhong rachke,
lekin kab tak bhagoge ush parmatma se bachke