hawaon mein ek shugbugahat hai
suhab se sham tak
dharti pe tej dhoop ki sajawat hai
suarj ne shitlta se kar di Bgawat hai
sharir se niklta pasina bta rha hai
ki ye garmi ki aahat hai
Basant ka jana kisi ko achha to nhi lagta
par kya karen yahin mausam ki banawat hai