ye hai kissa kisan ka
khud jalta,thithurta rahta hai
par khayal rakhta hai,faslon ki jan ka
jo khud bhukha rahkar bhi sabko anaj khilata hai
apne emaan ka
ye hai kissa kisan ka
jo apne pashuon ki seva karta hai
jaise koi sadasy ho ushke khandan ka
aur wo pujta hai kheti mein kaam ane wale har saman ka
salam karte hain aise anndata ke anndan ka
aur umid karte hain sab log khayal rakhenge
ushke maan samman ka