Thursday, December 27, 2018
Tuesday, December 18, 2018
धान की भूरी चादर ताने
Kisan ki mehnat shambhal rhi hai
Pus ki Thandhi rat nikal rhi hai
Amiron ka Anaaz liye Kisano ki khet
Dhaan ki Bhuri sii chadar Tane
Barish bin upaji Aosh ki mar kha rhi hai
Kisan ki mehnat Kisan khatir mushkura rhi hai
Amiron ka Anaaz liye Kisano ki khet
Genhu bone ke liye fir se use uksaa rhi hai
Tez Shardi ki suruaat ho rhi hai
Kisan ke jagne se pehle so rhi hai
Sunhari khet medon se ek dusre ko jode
Dhaan ki Bhuri sii chadar Odhe
Fir se Genhu aur sarso se lahlahane se pehle
Paidawaar ko Khalihaan lane se pehle
Alsi Khet Pus ki Thandhi subah so rhi hai
Dhaan ki Bhuri sii chadar Odhe
Fasal sath liye chawal wale
Wo fasal jo upaje bin Sawan pale
"SAN" Abhi so rhi hai Kisano ki khet
Dhaan ki Bhuri sii chadar dale
Labels:
कविता
Subscribe to:
Posts (Atom)